Kamarriya Lachake (कमरिया लचके) Lyrics in Hindi – Bhooth Bangla

Kamarriya Lachake Lyrics in Hindi sung by Divya Kumar from the movie Bhooth Bangla (2026). This song is written by Devendra P and composed by Prabhuwansh. Starring Akshay Kumar, Tabu & Wamiqa Gabbi. Music label Prabhuwansh Films.

Kamarriya Lachake Lyrics in Hindi – Devendra P

बदली है शाम और बदला मिज़ाज है
सर पे चढ़ा ये रात का राज है
मखमली ये हवाएं भी कुछ कहती हैं
रगों में आज बिजली सी बहती है
देख ले जो मुझे वो होश खो जाए
पत्थर भी पिघल के पानी हो जाए
कमरिया मेरी लचके जैसे कोई गहरा राज
रूह में उतर जाए मेरी पायल की आवाज
कमरिया मेरी लचके जैसे कोई गहरा राज
रूह में उतर जाए मेरी पायल की आवाज

सुरमा ये आंखों का जादू चलाएगा
हर कोई बस मेरा ही नाम गाएगा
नज़रें मिलना तो बस एक बहाना है
पूरी दुनिया को मेरा दीवाना बनना है
इत्र की खुशबू में डूबा है बदन मेरा
आज टूटने देना ये प्यारा सा यह भ्रम मेरा

कमरिया मेरी लचके जैसे कोई गहरा राज
रूह में उतर जाए मेरी पायल की आवाज
कमरिया मेरी लचके जैसे कोई गहरा राज
रूह में उतर जाए मेरी पायल की आवाज

जंजीरें तोड़ के मैं तो आज आई हूं
महफिल में अपनी ही आग लाई हूं
थिरकते कदमों की जमीन दीवानी है
आज की रात तो बस मेरी कहानी है
चमकती रोशनी में जो मेरा साया है
सबने इसे बस अपनी किस्मत में पाया है

पास रहो तो धड़कने सुनाई देंगी
दूर जाओगे तो यादें ही दिखाई देंगी
रुकना नहीं है अब झुकना नहीं है
ये रॉक्स अब कभी रुकना नहीं है

कमरिया मेरी लचके जैसे कोई गहरा राज
रूह में उतर जाए मेरी पायल की आवाज
कमरिया मेरी लचके जैसे कोई गहरा राज
रूह में उतर जाए मेरी पायल की आवाज

Kamarriya Lachake Lyrics in English

Badli hai shaam aur badla mizaaj hai
Sar pe chadha ye raat ka raaj hai
Makhmali ye hawaayein bhi kuch kehti hain
Ragon mein aaj bijli si bahti hai
Dekh le jo mujhe wo hosh kho jaaye
Patthar bhi pighal ke paani ho jaaye
Kamariya meri lachke jaise koi gehra raaz
Rooh mein utar jaaye meri payal ki awaaz
Kamariya meri lachke jaise koi gehra raaz
Rooh mein utar jaaye meri payal ki awaaz

Surma ye aankhon ka jaadu chalaayega
Har koi bas mera hi naam gaayega
Nazrein milna to bas ek bahaana hai
Poori duniya ko mera deewaana banna hai
Itr ki khushboo mein dooba hai badan mera
Aaj tootne dena ye pyaara sa yeh bhram mera

Kamariya meri lachke jaise koi gehra raaz
Rooh mein utar jaaye meri payal ki awaaz
Kamariya meri lachke jaise koi gehra raaz
Rooh mein utar jaaye meri payal ki awaaz

Zanjeerein tod ke main to aaj aayi hoon
Mehfil mein apni hi aag laayi hoon
Thirakte kadmon ki zameen deewani hai
Aaj ki raat to bas meri kahaani hai
Chamakti roshni mein jo mera saaya hai
Sabne ise bas apni kismat mein paaya hai

Paas raho to dhadkane sunaai dengi
Door jaaoge to yaadein hi dikhaai dengi
Rukna nahin hai ab jhukna nahin hai
Ye rocks ab kabhi rukna nahin hai

Kamariya meri lachke jaise koi gehra raaz
Rooh mein utar jaaye meri payal ki awaaz
Kamariya meri lachke jaise koi gehra raaz
Rooh mein utar jaaye meri payal ki awaaz

Leave a Comment